Happy Ramadan mubarak to all muslim Ummah living abroad and in advance to all Pakistani's, Allah pak hm sabko Ramadan ul mubarak k babarkat mahennay ki rehmatain, naimatain ata farmain r hmari tmama ibadaat qabool o manzoor farmain, Ameen
Mujhay b sab apni khasoosi duaon me yaad rakhna, Allah pak hm sab ki jaiz r naik hajaat qabool farmain, Ameen.