Apne kabira gunaho ko kabhi na batao jise Allah ne chupa rakha hai.
Namaz ka chhodna kabira gunah hai. Aur usko apne daily journal me likhkr aam logo ko share Krna ye to aur bhi buri baat hai. Is amal se sirf aur sirf us amal ki nahusat hi aam hogi. Agar kuch acha natija chahte ho to jhut hi keh do ki "Alhamdulillah aaj sari namaz padhli aur InshaAllah kl fir sari namaz padhunga." Agar ye na keh sako to chup hi raho.