Scrolling me time zaya nai karna
Koi bi music wali video ya kuch or ghalat nai dekhna
Only islamic content
Gali nai deni
Nazar ka khayal karna he
2 quran parhne he
Tafseer ziada se ziada parhni he
5 waqt namaz ba jamat adaa karni he
Daily tahajjud
Taraweeh kisi surrat bi qaza nai karni
Maa baap ka keh na maanna he
Ghar ke kaam proper karne
University me chup rehna ziada baat cheet nai karni
Main focus ramazan me allah ka qurb hasil karba, maghfirat and us ke qareeb hona
Jitna ho sake chota hi sai sadqa dena
Friend's and other jagao par time waste nai karna
Dunyawi mamlat ko kam time denaa
SKOOL learning process ko thora slow karna
Apne aap se behter insaan banana
Faltu nai bethna zikar ya tilawat karna .
Ka
m khana and kam sona