Assalam-o-Alaikum
Aaj meri ami jaan ki endoscopy hai.
Aap sab se guzarish hai ke un ke liye dil se dua karein.
Allah Ta’ala:
test ko asan farmaye
ami jaan ko mukammal shifa ata kare
har qisam ki takleef aur bimari se mehfooz rakhe
aur reports ko behtareen banaye
Aap sab ki duaon ka bohat shukriya.
JazakAllah khair