4:00 AM: Subah jaldi uth kar sehri ki tayari ki.
6:00 AM: Namaz parhi aur ghar ke kuch chhote mote kaam kiye.
7:00 AM: Thori dair ke liye araam kiya taake fresh ho jaun.
9:00 AM: Office gayi aur apna kaam kiya. Aaj kaam thora zyada tha is liye ghar aane mein thori der ho gayi.
5:30 PM: Asar ki namaz parhi aur iftari ki tayari shuru ki.
7:00 PM: Iftar kiya aur sukoon se Maghrib ki namaz parhi.
8:00 PM: Kitchen ka kaam kiya aur ghar ke kuch zaroori kaam complete kiye.
9:00 PM: Isha ki namaz parhi aur phir kuch waqt family ke saath achha guzara.
11:00 PM: Thori si learning ki aur phir din ko khatam kiya
Aj ka din thora busy tha.