Salam Everyone,
Kouch din pehlay main community main scrolling ker rha tha or mairay saamnay kouch reels aatin hai like or bhi reels thi. or Phir mainay socha kyu na main 1 reel bnaoun jo speciallly Sir ke liyai ho. Iss Reel ko bnaanay main mairay almost kouch din guzar gaye sirf yhi sochtay huway kay yrr kya main yeh bnaoun or nai bnaoun. Phir (30 jan 2026) subha mainay yeh bnaana shuru kii or jaisa mainay socha tha ussay zayaada maira time lag gya,
Per isska koi masla nai hai time mainay lgaaya or isskay badlay main mujhay exp mil gya. kay iss tarah ki videos kaisay bnaatain hai.
mainay yeh reel bnaatay huway yeh dekha kay mera Focus level kam hai, issi wajah se mainay issko bnaanay main itni dair kerdi. issper main kaam karoonga or issko sae or tez karoonga.
Main aksar kouch logon ko yeh kehtay huway sunta hun kay AI ab logon ka kaam khatam kerdayga.
IMPORTANT:
Ai ko utilize karo or ussko apnay kaam main zayaada se zayaada in karo. agar nai karogay tou aapka hi nuqsaan hoga. Aaj mainay jo bhi images lin hai Sir ki woh mainay images ko download kiya then unko AI ko use kertay huway mainay renew bnaaya kouch ke suits change kiyai or kouch ki looks but zaayada difference nai hai. how you can make images:
1: First Chat GPT per jaou or then wahaan likho kay (what ever you want) kya kerwaana hai image main.
2: phir jo bhi prompt aap bnaogay ussko aap apnay kisi bhi AI model main jaaker woh image do (Reference image) woh saath lga ker prompt ko in kerdo aap ko aapka result mil jayega.
Tags Time:
Assets Link + Video:
Reel Cover:
Now I'm going to sleep.