Aaj mujhe samajh aya ke insaan ka apna dimaagh hi sab kuch hota hai.Main jo chahun woh hasil kar sakta hoon lekin uska hisaab bhi mujhe dena hoga.
Agar main apna time valuable cheezon par lagaunga to mujhe reward milega.Agar waste karunga to loss mera hoga. Ab main apni daily activities calculate karunga, discipline build karunga aur sirf achi aur valuable skills seekhunga.