Hum sab nai yai jumla kabhi na kabhi tuo suna hi hoga Kai har cheez Mai Allah ki hikmat hoti ....no doubt Kai yai baat Sach hai....but all of USS should remember Kai Allah ki Raza Mai Razi honai ka yai Matlab hargiz nahi HOTA Kai hum mehnat karnai hi chorr dai ...hamai hamara part hamesha play kartai rehna chahiay or mehnat kartai rehna chahiay...or Allah par tawakkul tuo phir waisai bhi must haina sukoon kaliay