Kal maine ek client ki requirements par ek video edit ki. Client ne mujhe sirf images provide ki thi, aur unhi images ko use karke maine poori video tayyar ki.
Aap sab video dekh kar apna feedback zaroor share karein ke video kaisi lag rahi hai. Your feedback is very valuable for me. 🙂