Assalamualaikum ♥️
So finally after 2 days of missing my fajer today I prayed fajer at 6:25 .
Read surah yaseen and muzammil .
Aaj mujhe is baat ka andaza hoa Kai har namaz ki qaza tou insaan parh hi leta hai Maine bhi fajer chotny par qaza hi parhi do din Lekin Jo Maza aur sakoon namaz ko waqt par Allah tallah ki Raza ki niyat se uth kar parha jata haina wo qaza parhny main nhi hai .
I am not saying Kai qaza nhi parhni chahiay Lekin agar apki koi buhat serious majbori nhi hai tou namaz ko waqt par adaa krna chahiay .
A reminder to myself and others:
A quote that made me consistent in praying fajer was "momin kabhi fajer qaza nhi krta ,Tum bhi tou momin ho na "
Stay blessed ♥️
Remember me in your prayers ❤️