aj mein suba 5:30 per fajar ki namaz par Kar so gai and 10:00 Baja uthi hor room set Kiya then mein community MA ai hor classroom ma cosure review kiya then bhai Haroon ki class Formula of rizq dekhi hor notes banaya and phir mama ka pao dobaya and phir se community MA waise ai hor phir video explor ki then namaz parhi and mama ka sath kam karaya phir namaz parhi hor phir maza kiya