insan sirf mahnat kar sakta hai. success sirf Allah da sakta hai. hum insan bahot kamzor hain dar jata hain halata sa. laqin kuch nak log Allah ka pagham la kar apky pass ayta hai or ow sara dar hope mai badal jata hai. Asa logo ki qadar karni chaiya. Shukria mara Allah apna mujy asa logo ky sath mila