Aj school ki chutty thi to utha fresh hua nashta Kya rohaan k saath enjoy Kya phir Ammi school padha kr ghr aa gayin Kafi der tak un ke kaam krwaye then nani k ghr Jane ki tayyari ki nani ghr aaya soban Bhai k youtube channel let's uncover se crypto ka course start kya phir cousins k saath enjoy Kya khana khaya nana aye to un ko crypto or investment samjhayi thodhi der m khala agayin un k bachon k Saath khela ab journal likh Raha hon is k baad so jaoon ga. ALHAMDOLILLAH