Assalam-u-Alaikum
๐ Mera Daily Journal - Alhamdulillah
Date: 4 October 2026, Saturday
โก SUBAH - 2 Minute
โ 1. Alhamdulillah for 3 things
1. Allah ne nayi subah dikhayi
2. Ami Abu sehatmand hain
3. Aaj kaam ka mauqa mila
โ 2. Aaj ke 3 Important Kaam
1. Apna harcha ka record banana
2. Maghrib ke baad Quran 1 ruku
3. Ghar walon ke saath time guzarna
โ 3. Aaj ki Dua / Aayat
"Rabbi zidni ilma" - _Aye Allah mere ilm mein izafa farma_
RAAT - 3 Minute
โ 4. Aaj kya acha hua?
Aaj kaam time par khatam hua aur ami ko help kar paya.
โ 5. Aaj maine kya seekha?
Chote chote kaam roz karne se bara goal asaan ho jata hai.
โ 6. Kal ke liye 1 Goal
Subah jaldi uth kar walk karni hai.
โ 7. Apna Mood: Work* ๐๐ญ ๐
JUST OKAY
โ 8. Apni Ami Abu ke liye 1 Dua*
"Ya Allah mere ami abu ko lambi umar, sehat aur Hajj ki saadat naseeb farma. Aameen"
โ๏ธ Remember
Allah Almighty sub ko apne haa se Rizk ata farmaye kyu ka koi insan kise ko kuch nahi da skata
Jazak Allahu khayran