๐ ๐ฆ๐น๐ฒ๐ฒ๐ฝ & ๐ฅ๐ผ๐๐๐ถ๐ป๐ฒ
- Aaj main 3:10 PM utha, jab ke normally mera wake-up time 10:30 AM hota hai.
- Aaj main 7:00 AM soya tha, jab ke usually 3:00 AM sota hoon.
- ๐๐ฎ๐๐ฒ ๐ธ๐๐๐ป ๐๐ผ๐๐ฎ ๐ฎ๐๐ฟ ๐น๐ฎ๐๐ฒ ๐ธ๐๐๐ป ๐๐๐ต๐ฎ?
- Kal raat "Royal Challengers" website par kaam karna tha, aur project ki deadline close hai (2 days).
- Is ke sath raat ko mehman aa gaye thay jo subha 6:00 AM gaye.
- Kabhi kabhi jab deadline meet karni ho, to late sona aur late uthna issue nahi hota โ lekin InshaAllah ab dobara apni routine follow karunga.
โฐ ๐๐ฎ๐ ๐๐ฐ๐๐ถ๐๐ถ๐๐ถ๐ฒ๐
- Uth kar Zuhar ki namaz parhi
- Bahar ja kar khana khaya aur thora fruit liya
- Thori der Facebook scrolling ki
- Asar ki namaz parhi
- 5:00 PM โ Abdullah Mall ki side walk par walk ke liye nikla
- 5:36 PM ghar wapas aaya
- Ghar mein thori running ki (kaafi time baad) โ heart beat tez ho gayi ๐
- Pani piya, bahar se doodh laya aur chai banai
- 6:20 PM tak Magrib ki namaz parhi
- Thori social media scrolling ki
- 6:40 PM โ 7:40 PM
- 7:40 PM โ Isha ki namaz masjid mein parhi
- 8:00 PM ghar wapas aaya
- 8:00 โ 8:30 PM phir se website ka kaam
- Doodh lene gaya lekin nahi mila
- 8:59 PM ghar aaya
- 9:05 PM โ 10:00 PM
- 10:00 PM โ 11:05 PM
- 11:10 PM โ 12:00 AM
- Uske baad thora thora karke website par kaam karta raha
- 12:10 AM โ 1:10 AM mobile usage
- Phir kaam, phir mobile โ aise hi 2:30 AM tak
- Ab 4:11 AM โ 4:33 AM
๐ ๐๐ถ๐ด๐ด๐ฒ๐๐ ๐ช๐ถ๐ป ๐ผ๐ณ ๐๐ต๐ฒ ๐๐ฎ๐
- Royal Challengers website mein successfully booking flow bana liya
- Yeh aaj ka sab se bada win tha, aur is ne confidence boost kiya
๐ง ๐ ๐ผ๐ผ๐ฑ & ๐๐ผ๐ฐ๐๐
Mood:
Alhamdulillah aaj main
- calm
- stressed
- motivated
- aur happy sab feel karta raha (mixed but real emotions).
Focus:
- Half day focus bohot behtareen raha
- Baad mein consistency aur focus struggle ban gaya
๐ฉบ ๐๐ฒ๐ฎ๐น๐๐ต ๐๐ต๐ฒ๐ฐ๐ธ
- Alhamdulillah walk aur running ki wajah se tabiyat mein bohot behtari feel hui
- Happiness aur energy dono high the
- 11:00 PM ke baad energy down ho gayi
- 11 PM se pehle focus aur energy dono strong the
๐ ๐ง๐ผ๐ฑ๐ฎ๐โ๐ ๐๐ฒ๐ฎ๐ฟ๐ป๐ถ๐ป๐ด
- Walk se mood improve hota hai
- Mind fresh hota hai
- Focus aur productivity dono barhti hainโก๏ธ Is cheez ko daily routine ka hissa banana hai
๐ ๐ก๐ฎ๐บ๐ฎ๐
Alhamdulillah aaj saari namazein ada ki ๐ค
๐๐๐ฃ๐๐ก๐ฎ ๐๐๐ฅ ๐ก๐ค๐ ๐๐ฅ๐ฃ๐ ๐๐๐๐๐๐๐๐ ๐ฏ๐๐ง๐ค๐ค๐ง ๐๐๐ฃ๐ ๐ฉ๐๐ ๐๐ข๐ฃ ๐๐ฅ๐ฃ๐ ๐๐๐ฎ ๐ ๐ค ๐๐ช๐ง
๐ฏ๐๐ฎ๐๐๐ ๐ฅ๐ง๐ค๐๐ช๐๐ฉ๐๐ซ๐ ๐๐๐ฃ๐ ๐จ๐๐ ๐ค๐ฃ.