🌅 Subha
• 12:00 PM aankh khuli
• Neend complete hui, 8 hours
• Breakfast kiya
• Daily playlist aur learning videos dekhi
🍽️ Dopehar
• 3:00 PM lunch kiya
• Uske baad bahar gaya
• Ghar ka saman aur small errands complete kiye
💻 Shaam | Work Mode On
• 4:30 PM wapas desk par aaya
• Coding aur kaam start kiya
• 5:20 PM gym gaya
• Aaj workout complete kiya
🕌 Namaz & Institute Routine
• Gym Main Maghrib ki namaz ada ki 🤲
• 7:00 PM institute gaya,
• Khud ki online class attend ki
• Isha bhi institute mein parhi
🌙 Raat | Learning + Coding
• 9:30 PM ghar wapsi, Dinner kiya
• Uske baad desk par wapas
• 12:30 AM sy Coding ki 2:30 AM Tak then 3:00 AM pr soo gya ,
🤍 Aaj Ka Shukar
• Aj Consistency ky sath 26 Days complete
• Learning aur discipline dono saath chale
💭 Question For You?
Kesa lagta hai jab Discipline + Consistency bhi Rhy ? 🌿