π
Date: 24 / 02 / 2026
π
Morning Routine
Aaj main 3:00 PM utha. Uth kar fresh hua aur phir namaz parhi.
Namaz ke baad main ne Quran Pak parhha π€
π Teaching
Quran ke baad main ne bachon ko parhaya.
Phir Asr ki namaz ke baad main Sipara parhane chala gaya.
π Rest & Preparation
Ghar wapas aa kar thora rest kiya aur phir Tarawih ki tayari ki.
π Night Routine
Phir main Tarawih parhne gaya.
Tarawih ke baad ghar aa kar gym gaya πͺ
π» Work & Growth
Gym se wapas aa kar abhi main kaam kar raha hoon.
Aaj maine:
Bhai ki website ideas mein help ki π‘
Apna video editing ka kaam kiya
Discord groups join kiye aur networking start ki
π§ Reflection
Aaj thora late utha (3 baje), mujhe apna sleep schedule better karna hai taake Zuhr ba-jamat consistently parh sakoon.
Overall din productive tha β ibadat + work balance maintained π₯