Daily JournalDate: 10 May 2026Day: sunday
1- aj mai ne aik bat souchi k ham aurtay gar ki zimadari mai khud ko bhul jati hai or har waqt kam kam bas kam mai ne apni api se bohat kuch sikha hai muja ab kam karna mai mushkil nai hoti.
2- Sona aur uthna:Raat 11 baje soyi.
3- Wo cheezein jo mai baad mai dekhna chahti hu:Apna sara din ki routine aj kon kon se kam kiya kitna reh gaPehla ase zyada kam par focus bohat zyada hai
4- Yaad rakhne wali baatein:Muja zindagi mai bohat agay jana haiHamesha dusro ki help karni hai
Day Start Section
5- Aaj ke important kaam:
Sari namaze waqt par parni hai
Aj mai ne ami ka sat un ka bachpan ki batay ki bara maza ayaLearning par focus kiya bohat kam tha ja
6- Aaj kya nahi karna:Apni batay kisi ka sat share nai karni
Day Close Section
7- Aaj ki achievements:Fajr aur qaza namaze pariSurah Yaseen pariManzil aur azkar pareSari daily namaze pariSurah Waqiya aur Surah Mulk pari
9- Galtiyan aur seekhna:Zindagi mai insaan jab tak zinda hai bohat kuch sikhta hai wo kabi rukta nai
10- Namaz timing:Fajr: Quran aur azkar ke sath pari
Zohar 12:30 baje pariAsr: 4:15 baje pariMaghrib: 7 baje pariTahajjud: 2:30pm
Hamari light chali jati hai is leye ab mai eisha parna se pehlay daily journal post kar diya karna hai jab tk light ki routine sai nai ho jat or us ka bad so jati hu