Asalam u alikum ,
Sab behen aur bhaiouh se sawal hai:
Aap logon ko in courses se seekh kar waqayi 'grow' karne mein kitna time laga? Yani lectures dekhne ke baad, un cheezon ko samajh kar practically apply karne mein kitna arsa lag jata hai? Please apna experience share karein.