Daily Junral day-61 sunday 15/03/2026
⏰ 5:00Am To 10:00am ⏰ --> Start Bismillah se Roza Rakha.Fajar Ki Namaz Padhi.. ALLAH paak Ka Zikar Kiya. --> Rest kiya. ⏰ 10:00am to 2:00Pm ⏰ --> Aaj Sunday tha Rest kiya. --> Allah paak Ka Zikar kiya. --> Insta Reel ke liye Video edit ki. --> friend ke sath uske kam se gaya. --> zuhr ki Namaz padhi. Dua mangi ALLAH paak ka Sukar Ada kiya. ⏰ 02:00Pm to 4:00Pm ⏰ --> Masjid se ghr aakar Rest kiya. ⏰ 4:00Pm to 5:00Pm --> wapis ALLAH paak ka Zikar kiya. --> Asar ki namaz padhi.dua mangi.. --> Iftari ka Saman lene gaya. ⏰ 5:00Pm to 6:00Pm ⏰ --> Tasbih:- Astagfirullah 4700 Bar padhi. Durud Sharif 700 bar padhi. ⏰ 6:00Pm to 8:00Pm ⏰ --> Magrib ki Namaz padhi. Dua mangi.... --> ALLAH paak ka Sukar Ada kiya. -->25th Roza Complete ✅ Alhumdulillah 🥰 ⏰ 8:00Pm to 10:30Pm ⏰ --> isha ki Namaz padhi. --> Tarawi padhi. --> Khanna khaya --> friend ke sath gaya Shopping karne. --> Sleep time.