Sab sy pehly to assalam o aliakum
Kya Hal hai sab ky..mujhe mobile pe.zayada Bata nahi karni ati Jo banda mery samny hota hai hai mein ausi sy hi baat kar sakti hu...you know family mein khety hai na ya to baat hi ni karti....acha AJ school jany ki tayari ki kuki mein pehla don bi miss nahi kar sakti kuki meiny is bar certificate lyna hai CHOTI na karny ka aur dost ka message agya is ny mera din acha kar diya kuki mein is sy naraz thi aur meiny ya bi fasla kar liya tha ki meiny is ky sath nahi bhetna class mein Lekin ab dosti ho gai hai dobara.... Ok buy 👋taa alahafiz